Bandishein Lyrics - Shael Oswal

. . No comments:

Song : Bandishein
Album : Singles
Singer : Shael Oswal
Music : Gaurav Dayal
Lyrics : Shael Oswal, Gaurav Dayal
Video : Amarjit/Sawant(Kingpin Motion Pictures)

Shael - Bandishein Lyrics

Aye ajnabi yeh toh bata
Mujhse hai hui kya khata
Khamosh kyun nahi yeh pal
Madhosh yun tera payaan

Ho.. 
Bandishein, ranjishein hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin
Bandishein, ranjishein hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin...

(Instrumental break)

Izhaar-e-dil sun toh zara
Maasoon si dil ki sadaa
Ghumsum take raah teri
Maange tujhe ab har dua
Pyaar ke sisile hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin
Pyaar ke silsile hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin

(Instrumental break)

Dil tumse jo milne laga
Jal utha, dehakne laga
Tere bina naa laage kahin
Kiss bhool ki hai yeh saza

Ho.. 
Faasle, raaste hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin
Faasle, raaste hain bas mein nahi
Khwahishein, manzilein hain aur kahin...

Aye ajnabi yeh toh bata
Mujhse hai hui kya khata
Khamosh kyun nahi yeh pal
Madhosh yun tera payaan

Aye ajnabi yeh toh bata
Mujhse hai hui kya khata
Khamosh kyun nahi yeh pal
Madhosh yun tera payaan 

No comments: