Dil Aaj Kal Lyrics – Purani Jeans

. . No comments:

Lyrics: Dil Aaj Kal – Purani Jeans Song
Music Director: Ram Sampath
Lyrics: Prashant Ingole
Singer: K K





Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal paas rehta nahi (Repeat once)

Ye tujhse hi milne ko chaahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..

Teri aankhon ke raste ye
Chale jaata hai
Jo bulaaun main
Kabhi laut aata nahi
Bekhabar ye zamaane se
Takraata hai
Bedhadak mujhse kehta hai
Main hoon yunhi
Ye tujhse hi milke hua hai
Jo teri nazar ne chhuaa hai
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..

Hai hunar ek naya isko
tujhse mila
Muskura ke ye milta hai
sabse abhi

Aadhi raaton mein mujhko ye
deta utha
Mujhse pooche ye raatein kyun
kat te nahi
Ye tujhse hi milne ko chahe
Ye teri hi karta hai baatein
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi
Kya tum ho..
Kya tum ho wohi

Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..
Dil aaj kal meri sunta nahi
Dil aaj kal..

No comments: