Song: Jashn Hai Yeh Mere Dil Ka
Genre: Celebration, Happy
Movie: Bobby Jasoos
Singer: Shreya Ghoshal
Music: Shantanu Moitra
Lyrics: Swanand Kirkire
Star Cast: Vidya Balan, Ali Fazal, Arjan Bajwa, Anupriya, Supriya Pathak, Tanvi Azmi etc.
Director: Samar Shaikh
Producer: Dia Mirza & Sahil Sangha
Label: T-Series
Release Date: 4th July, 2014
Jashn Hai Yeh Mere Dil Ka Song Lyrics
Sun lo shehnaai khushiyon ki bajegi
Sun lo umeedein dulhan si sajengi
Sun lo kali si shab ke paar se
Dekho chanda ki hamein jhalak dhikhegi..
Umeedon ke dar pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di..
Mauka mila hai ab ji bhar ke ji lo
Na fikra karo kal ki..
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Ude bin par lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka..
Haan.. umeedon ke dar pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di..
Arre mauka mila hai ab ji bhar ke ji lo
Na fikra karo kal ki..
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Ude bin par lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka..
Haan.. poori hui meri har ik dua hai
Manzil tak pahunchi hai meri lagan
Apnon ke sapne hi sapne hain mere
Poore karoongi main sabke sapan
Aansu se dho dungi maathe ki salvat
Muska ke pochhungi har ik shikan
Woh khushiyan hi kya jo baanti nahi
Jitni baantun main utni badhe..
Woh ankhiyan hi kya jo chhalki nahi
Aankhein khushiyon se jhar jhar bahein
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Aaha jashn jashn
Arre haan jashn jashn
Jashn hai yeh mere dil ka..
Marhaba.... marhaba....
Marhaba..
Chori se chori resham ki dori
Naino se lad jaane de nayan
Ho.. chanda chakori pirni katori
Pura tu kar de dil ka jashn
Haan.. honthon se kehna sab kya zaroori
Palkon ke parde mein tu hai jatan
Jaane bhi de, jaane bhi de
Dil sareaam dhak dhak kare...
O diwaane tu kyun dare
Tara dil to ibadat kare..
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Ude bin par lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka..
Umeedon ke dar pe haule se aake
Khwaabon ne dastak di..
Arre mauka mila hai ab ji bhar ke ji lo
Na fikra karo kal ki..
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Ude bin par lagaye
Koi aade na aaye
Jashn hai ye mere dil ka..
Dil yeh gungunaye
Ainvayi muskuraye
Jashn hai yeh mere dil ka..
Aaha jashn jashn
Arre haan jashn jashn
Jashn hai yeh mere dil ka..

No comments:
Post a Comment