Song : Kaleje Mein
Film : Kya Dilli Kya Lahore (2014)
Singer : Ustad Hamid Ali Khan
Lyricist : Gulzar
Music : Sandesh Shandilya
Kaleje Mein Lyrics
Kaleje mein jo lag jaati, to kya hota?
Kaleje me jo lag jaati, to kyaa hota?
Bina dushman, akela rah gaya hota
Bina dushman, akela rah gaya hota
Tujhe tanhayi kha jaati
Tu paagal ho gaya hota
Tujhe tanhaai kha jaati
Tu paagal ho gaya hota
Bina dushman akela rah gaya hota
Bina dushman akela rah gaya hota
Akela rah gaya hota
Akela kya karega koyi sarhad ka..
Bina dushman na matlab ka, na maksad ka
Akela kya karega koi sarhad ka..
Bina dushman na matlab ka, na maksad ka
Lakeeren kheench kar
Tanha kabaddi khelta hota
Kaleje mein jo lag jaati to kya hota?
Bina dushman, akela rah gaya hota
Kaleje mein jo lag jaati to kya hota?
Bina dushman, akela rah gaya hota

No comments:
Post a Comment